dil de diya seene se nikaal ke - 2 mohabbat hawaaon mein mohabbat nigaahon mein rakh le dil ko dil mein sambhaal ke dil de diya seene se nikaal ke - 2 mohabbat hawaaon mein mohabbat nigaahon mein rakh le dil ko dil mein sambhaal ke dil de diya seene se nikaal ke maine socha na tha aaisa ho jaayega kya thi mujhko khabar chain kho jaayega jaaneja tujhse mera vaada hain tujh pe main pyar lutaaunga jaayegi tu jaha jaayegi tere pichhe chala aaunga baahen teri baahion mein daal ke dil de diya seene se nikaal ke mohabbat hawaaon mein mohabbat nigaahon mein rakh le dil ko dil mein sambhaal ke dil de diya seene se nikaal ke behke behke kadam behki behki nazar ishq mera tujhe kar de na bekhabar honge hazaron tere deewane honga na mujhsa koi deewana aaise nigaahen kyon churaati ho mushkil hain tera mujhse bach paana tere sanam jaadu kamaal ke dil de diya seene se nikaal ke mohabbat hawaaon mein mohabbat nigaahon mein rakh le dil ko dil mein sambhaal ke dil de diya seene se nikaal ke...