ho kisne yeh bandhi dori dekha na socha na maanga jholi mein aan padi dekha na socha na manga doli mein aan chadi na to dundha hai na to paya hai na to khoya tha na bhoolaya hai phir kisne bandhi yeh dori haye kaise kaisi ram milaaye jodi ho kaise kaisi ram milaaye jodi arre dekha na socha na manga jholi mein aan padi arre dekha na socha na manga doli mein aan chadi ho oo ooo ooo ooo aree tambe jaise hogi koi laali ya gehun jaise gori aur kagaz jaise kori lala baat kare to phool jhenge lala ke phool nahi to moti aur moti ek katori rozana ghodi pe chaahe na aaye khwaabon ka resham udaaye aisa kahin se bulaaye mujhe to mein aankhon mein rakhun use haay kisne ye nindiya todi ho kaise kaisi ram milaaye jodi dekha na socha na maanga jholi mein aan padi dekha na socha na maanga doli mein aan chadi ho o o o haathon ki rekhaye chalte chalte yeh kaise mud jaate hai pairo se jud jaati hai aaahan!! sapno mein dhaaron mein mere apno mein aur chain ke needeein avey aankhon se ud jaati hai manga nahi hoor hoti halka sa to noor hoti chaahe chirago ki o roshni ho ya ho woh sitaara koyi ho kisne yeh bandhi doori ho kaise kaisi ram milaye jodi arre dekha na socha na manga jholi mein aan padi arre dekha na socha na manga doli mein aan chadi na to dundha hai na to paya hai na to khoya tha na bhoolaya hai phir kisne bandhi yeh dori haye kaise kaisi ram milaaye jodi ho kaise kaisi ram milaaye jodi