aap hi ho shaan meri aap hi pehchaan meri Daddy ho tum sabkuch mere aap jesa koi nahi jab bhi main bhatka thaa tune dikhaya mujhe raasta teri hi chhaon mein chalta hu main har dafaa tujhse hi milta hai, mujhe hausala tu mere sath khada hai, mujhe hai pata the tere jitne bhi sapne poore karunga unko ab main karta hu tujhse main ye vaada aap hi ho shaan meri aap hi pehchaan meri Daddy ho tum sabkuch mere aap jesa koi nahi jab bhi main bhatka thaa tune dikhaya mujhe raasta teri hi chhaon mein chalta hu main har dafaa kyun gaya mujhse tu itna door hai? ho gaya hu kitna majboor main kaise main ab haaru sabse? milti jo himmat hai tujhse yaad hain mujhe teri saari baatein aap hi ho shaan meri aap hi pehchaan meri Daddy ho tum sabkuch mere aap jesa koi nahi jab bhi main bhatka thaa tune dikhaya mujhe raasta teri hi chhaon mein chalta hu main har dafaa