Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Nazron se nazrein mileen toh Jannat si mehki fizaayin Lab ne jo lab chhu liya toh Aasman se barsi duaayein Aisi apni mohabbat Aisi rooh-e-ibaadat Humpe meharban do jahan Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Teri baahon mein yeh jism khil gaya Teri saason mein chain mil gaya Kaise rahein ab hum juda ho ho Tere paas hum itne hue Tere khwaab apne hue Aise hue ab hum fidaa Aisi uski inaayat Mit gayi har shikaayat Humpe meharban do jahan Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Maula, shukran Allah Maula, shukran Allah Tere saaye mein mili har khushi Teri marzi meri zindagi Le chal tu chaahe jahan ha ha Meri aankhon mein nazar teri hai Meri shaam-o-sehar tere hain Tu jo nahi to main kahan Khil gayi meri kismat Paa ke teri yeh chaahat Humpe meharbaan do jahan Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah Shukran Allah wallah Alham dulillah