Kehne ko toh main jee raha hoon Dhadkan se saansein hi juda hain Manzil tak pahuncha toh yeh jaana Raste mein khud ko kho diya hai Khud ki kya pehchan doon main Khud se hi anjaan hoon main Main jeeta hoon magar, abb zinda hi nahin Jo socha woh samjha hi nahin Roothe khayalon mein kaisi tanhai hai Na jaanu main hoon ya meri parchhai hai Roothe khayalon mein kaisi tanhai hai Na jaanu main hoon ya meri parchhai hai Sooni sooni si raaton mein Khaali-pan mujhko khalta hai Sab hai magar kuch bhi nahin Tanha tanha se iss dil mein Koi kaanta kyun chubhta hai Aankhon mein har pal hai nami Khud ki kya pehchan doon main Khud se hi anjaan hoon main Main jeeta hoon magar, abb zinda hi nahin Jo socha woh samjha hi nahin Roothe khayalon mein kaisi tanhai hai Na jaanu main hoon ya meri parchhai hai Roothe khayalon mein kaisi tanhai hai Na jaanu main hoon ya meri parchhai hai