meri kahani adhuri reh gayi aansu banke aankhon se beh gayi meri kahani adhuri reh gayi aansu banke aankhon se beh gayi soone soone zindagi mein khushiyon ka mela na hoga soone soone zindagi mein khushiyon ka mela na hoga sab honge aur pehle jaisa khela na hoga ek zaruri baat reh gayi aansu banke aankhon se beh gayi yaad bhi khali haath aa gayi banke baarish aankhon mein chha gayi banke baarish aankhon mein chha gayi ek purani tasveer haath aa gayi banke baarish aankhon mein chha gayi rote rote jaane kab hum so gaye aur akele bheed mein tum kho gaye ek purani kitab haath aa gayi banke baarish aankhon mein chha gayi soone soone zindagi mein khushiyon ka mela na hoga soone soone zindagi mein khushiyon ka mela na hoga sab honge aur pehle jaisa khela na hoga ek zaruri baat reh gayi aansu banke aankhon se beh gayi