rabba mere rabba, rabba mere rabba yeh kya ho gaya hai mera yaar mujhse judaa ho gaya hai judaa ho gaya hai ho dil apna dena khata ho gaya hai tujhe pyaar karna saza ho gaya hai saza ho gaya hai ho tujhe is tarah se yaad karne lage hain tujhe is tarah se yaad karne lage hain lahoo banke aansoo barasne lage hain lahoo banke aansoo barasne lage hain mohabbat se hum bhi ab toh darrne lage hain mohabbat se hum bhi ab toh darrne lage hain lahoo banke aansoo barasne lage hain lahoo banke aansoo barasne lage hain yeh judaai beqaraari, haaye yeh majbooriyaan har kadam par saath hongi ab meri tanhaaiyaan ab zamaana jaan lega pyaar ki dushwaariyaan meri dushman ban gayi hain meri hi parchaaiyaan khushi ke liye hum ab tarasne lage hain khushi ke liye hum ab tarasne lage hain lahoo banke aansoo barasne lage hain lahoo banke aansoo barasne lage hain ho gaye hum kitne tanha pyaar mein dil haar ke dass rahi hai yeh judaai bin sajan bin pyaar ke yaad humko aa rahe hain chaar din voh pyaar ke voh adaayein voh sharaarat haaye jalwe yaar ke ho judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hain judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hain lahoo banke aansoo barasne lage hain lahoo banke aansoo barasne lage hain dil apna dena khata ho gaya hai tujhe pyaar karna saza ho gaya hai saza ho gaya hai ho tujhe is tarah se yaad karne lage hain tujhe is tarah se yaad karne lage hain lahoo banke aansoo barasne lage hain lahoo banke aansoo barasne lage hain