tar-coal ki ek sadak par do saaye hain andhere ki najaayaz aulaad hain shayad ghoont ghoont khoon peekar dono pale hain shayad paaon tale zameen hai naa sar pe aasmaan hai zindagi kuchal gayi ye unki daastaan hai waanw, waanw, waanw, waanw, waanw waanw, waanw, waanw, waanw, waanw waanw, waanw, waanw, waanw waanw, waanw, waanw, waanw, waanw waanw, waanw, waanw, waanw, waanw waanw, waanw, waanw, waanw waanw, waanw, waanw, waanw, waanw waanw, waanw, waanw, waanw, waanw waanw, waanw, waanw, waanw waanw, waanw, waanw taara, dekh taara aasmaan pe latka hai bechaara yeh zameen gardish mein thi ghoom, ghoom, ghoom ke maara yaara hum bhi kahin latke nahin roko zameen do hi din ka hai tamaasha pasha oo, mere pasha oo yaar pasha jee bhar ke, jee mar le aaj hai, aaj hai, aaj hai, aaj hai kal kuch nahin K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil wow wow mehangi hai ye zindagi koi chhota sauda nahi oonchi khajuri hai ye gamle ka paudha nahi ho jaan bhi ye teri nahi kal tak chali jaayegi ghar bhi chala jaayega jab ye gali jaayegi jam ke jee le do din chaahe kam hi jee le peena pade toh gham hi peele tu tu tu tu yaara yaaron ki yaari’yaan zinda rahen’gi taaron ki jhaadi’yaan mehka karen’gi taaron mein taara hai tu tu tu, tu K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil