ilaahi, ilaahi ilaahi, ilaahi jana chahe badalon ke paar bhi aur zaminon se jude hai taar bhi jana chahe badalon ke paar bhi aur zaminon se jude hai taar bhi jane talashe hai kya, ye dil parinda dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda tukde tukde hoke nadaan rehta hai zinda jane talashe hai kya, ye dil parinda dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda ilaahi, ilaahi ilaahi, ilaahi sapne mere aise tute jaise tare tere abke aankhe aise barsi baadal haare tere mere haathon se kyon gir gayi har dua sabka hai tu khuda, kyun na mera hua ilaahi, ilaahi ilaahi, ilaahi apne haathon ujde hain hum shikva bhi kya kare zarra zarra bikhre hain hum jode se kya jude hum woh padh na sake jo bhi tune likha chal hatheli se ab ye lakeere mita ilaahi, ilaahi ilaahi, ilaahi jane talashe hai kya, ye dil parinda dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda tukde tukde hoke nadaan rehta hai zinda jane talashe hai kya, ye dil parinda dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda