Ghum shuda ghum shuda Koi huya kahan huya Kal tha main yahan woh bhi thi yehi Main hoon phir yahan lekin woh nahi Ho kal tha main yahan woh bhi thi yehi Main hoon phir yahan lekin woh nahi Ghum shuda ghum shuda Ghum shuda ghum shuda Dekhne mein hai haseen rehti hai yehi kahin Kho gayi haa kho gayi Woh pari woh apsara dilnasheen dilruba Kho gayi ha kho gayi Fhirta hoon yahan wahan leke leke dil aur jaan Fhirta hoon yahan wahan leke leke dil aur jaan Dhoondha saara jahan na jaane woh hai kahan Ghum shuda ghum shuda ghum shuda ho ghum shuda Ghum shuda ho ghum shuda Dil ki inn baaton se main tha bilkul anjaana Dil ki inn baaton se main tha bilkul anjaana Lekin us ladki ne kar dala hai deewana Jahan bhi main dekho lagta hai woh khadi hai Bas uska hi chehra aankhon mein har ghadi hai Itni bhi kya bechaini hai Kya hai vaasata Ghum shuda ghum shuda ghum shuda ghum shuda Ghum shuda ghum shuda Yaaron tum jo mujhko us ladki se milwa do Yaaron tum jo mujhko us ladki se milwa do Meri khoyi khushiyan jo phir wapas dilwaa do Ghar jo dikha do uska ghar apna lutta do yaara Ab jo miley wo mujhko use apna banalo yaara Jaane kab pure honge bechare ke aarmaan Ghum shuda ghum shuda ghum shuda ghum shuda Ghum shuda ghum shuda Dekhne mein hai haseen rehti hai yehi kahin Kho gayi haa kho gayi Woh pari woh apsara dilnasheen dilruba Kho gayi ha kho gayi Fhirta hoon yahan wahan leke apne dil aur jaan Dhoondha saara jahan na jaane woh hai kahan Ghum shuda ghum shuda ghum shuda ho ghum shuda Ghum shuda ho ghum shuda meri mehbooba Ghum shuda ho ghum shuda meri dilruba