Iss safar mein Meri nazar mein rehna Iss safar mein Meri nazar mein rehna Bas itna hai kehna Bas itna hai kehna Bas itna hai kehna Meri nazar mein rehna Door jaana toh parchai chhod jana Saans bhar ke faasle pe rehna Kho na jaana Bas itna hai kehna Bas itna hai kehna Bas itna hai kehna Meri nazar mein rehna Ungliyon ko meri Tum thaame rehna Ungliyon ko meri Tum thaame rehna Agar khwaab mein bhi saath chhute Subah laut aana Bas itna hain kehna Bas itna hain kehna Bas itna hain kehna Meri nazar mein rehna Jism jal jaayenge Sab raakh ho jayega Pyaar tera mera Uss paar mil jayega Uss jahaan mein Meri panaah mein rehna Uss jahaan mein Meri panaah mein rehna Bas itna hai kehna Bas itna hai kehna Bas itna hai kehna Meri nazar mein rehna