anjaane ho tum jo, begane ho tum jo pehchaane lagte ho kyun tum ghehri neendon mein jab soye soye ho to mujh mein jagte ho kyun jab tujhko pata hai dil muskurata hai kya tujh se hai waasta kya tujhmein dhoondhoon main kya tujhse chaahoon main kya kya hai tujhmein mera jaanu na main tujhmein mera hissa hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga jaanu na main tujhse mera rishta hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga tujhse taluk jo nahi kuch mera kyun tu lage hai apna sa dekhoon jo tujhko ek nazar jaaye bhar mujh mein hai mera jo khala zindagi mein khushi tere aane se hai warna jeene mein gham har bahaane se hai yeh alag baat hai hum mile aaj hain dil tujhe jaanta ek zamane se hai jaanu na main tujhmein mera hissa hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga jaanu na main tujhse mera rishta hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga aankhon ne aankhon se kahi dastaan tumko banake raajdaan baahon mein jannat aa gayi khushnuma tum jo hue ho meharbaan jism se jism ka yun taruf hua ho gaye hum sanam rooh tak aashna ek zara jo chale do kadam saath mein mil gaya hai hamein zindagi ka pata jaanu na main tujhmein mera hissa hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga jaanu na main tujhse mera rishta hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga anjaane ho tum jo, begane ho tum jo pehchaane lagte ho kyun tum ghehri neendon mein jab soye soye ho to mujh mein jagte ho kyun jab tujhko pata hai dil muskurata hai kya tujh se hai waasta kya tujhmein dhoondhoon main kya tujhse chaahoon main kya kya hai tujhmein mera jaanu na main tujhmein mera hissa hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga jaanu na main tujhse mera rishta hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga