abhi mujh mein kahin baaqi thodi si hai zindagi jagi dhadkan nayi jaana zinda hoon main toh abhi kuch aisi lagan iss lamhe mein hai ye lamha kahaan tha mera ab hai saamne isse chhu loon zaraa mar jaaoon ya jee loon zaraa khushiyaan choom loon yaa ro loon zaraa mar jaaun ya jee loon zaraa ho abhi mujh mein kahin baaqi thodi si hai zindagi ho dhoop mein jalte hue tann ko chhaya perh ki mill gayi roothe bachche ki hansi jaise phuslaane se phir khill gayi kuchh aisa hi abb mehsoos dil ko ho raha hai barson ke purane zakhm pe marham laga sa hai kuch aisa rahem, iss lamhe mein hai ye lamha kahaan tha mera ab hai saamne isse chhu loon zaraa mar jaaoon ya jee loon zaraa khushiyaan choom loon yaa ro loon zaraa mar jaaun ya jee loon zaraa dor se tooti patang jaisi, thi ye zindagani meri aaj ho kal ho mera naa ho har din thi kahani meri ik bandhan naya peechhe se abb mujhko bulaye aane wale kal ki kyun fikar mujhko sata jaaye ik aisi chubhan iss lamhe me hai ye lamha kahaan tha mera aa ab hai saamne isse chhu loon zaraa mar jaaoon ya jee loon zaraa khushiyaan choom loon yaa ro loon zaraa mar jaaun ya jee loon zaraa