Sapna hai sach hai Ki jadoon hai ya jane kya hai Behta samay ik pal ko Yahi tham gaya hai Lagta hai tha likha Tu hai mere liye Aur mujhe bhi tera Hona hi tha Kitne din tha ye mantar sa Jeena har pal tha dubhar sa Kal jeevan tha soona soona Sukh ka baadal ab hai barsa Jaise panchhi ambar paaye Jaise nadiya sagar paaye Aise Maine tumko paaya Jaise radha girdhar paaye Lagta hai tha likha Tu hai mere liye Aur mujhe bhi tera Hona hi tha Jaagi aasha kabki soyi Tum ho main hoon, aur na koi Door kahi par ho apna ghar Sochu main ye khoyi khoyi Kehne ko jo mera mann hai Ab wo tera singhasan Tera pehra inn saanson par Teri jogan ye dhadkan hai Lagta hai tha likha Tu hai mere liye Aur mujhe bhi tera Hona hi tha