tumko paya hai to jaise khoya hoon kehna chaahun bhi to tumse kya kahun tumko paya hai to jaise khoya hoon kehna chaahun bhi to tumse kya kahoon kisi zabaan mein bhi woh lafz hi nahin ke jinmein tum ho kya tumhein bata sakoon main agar kahoon tumsa haseen qaynaat mein nahi hai kahin tareef yeh bhi to sach hai kuchh bhi nahin tumko paya hai to jaise khoya hoon shokhiyon mein doobi yeh adaayein chehre se jhalki huyi hain zulf ki ghani-ghani ghataayein shaan se dhalki huyi hain lehrata aabchal hai jaise baadal baahon mein bhari hai jaise chandni roop ki chandni main agar kahoon yeh dilkashi hai nahin kaheen na hogi kabhi tareef yeh bhi to sach hai kuchh bhi nahin tumko paya hai to jaise khoya hoon tum huye meharbaan to hai yeh dastaan aa tum huye meharbaan to hai yeh dastaan ab tumhara mera ek hai karwan tum jahaan main wahaan main agar kahoon humsafar meri apsara ho tum ya koi pari tareef yeh bhi to sach hai kuchh bhi nahin tumko paya hai to jaise khoya hoon kehna chaahun bhi to tumse kya kahoon kisi zabaan mein bhi woh lafz hi nahin ke jinmein tum ho kya tumhein bata sakoon main agar kahoon tumsa haseen qaynaat mein nahi hai kahin tareef yeh bhi to sach hai kuchh bhi nahin