foolishq foolishq tera mera foolishq fool ishq tedha medha foolishq foolishq tera mera foolishq fool ishq tedha medha dil jispe aana na ho uss pe hi aata hai kyon jis tarfa jana na ho uss tarfa jata hai kyon jata hai kyon foolishq foolishq tera mera foolishq fool ishq tedha medha foolishq foolishq kuchh kuchh mera foolishq fool ishq zyada tera sansaniyaan tan-man mein gadbadiyaan dhadkan mein karta hai kyon karta hai par isski sohbat mein rehne ko phir bhi dil karta hai, kyon karta hai foolishq thoda hai yeh mana fool ishq ka hi hai zamana dil ko achchha laghta hai to aakhein is se kyon churana qismat walo ko milta hai yeh nazrana foolishq foolishq tera mera achchha hi hai tedha medha foolishq foolishq tera mera foolishq fool ishq tedha medha hothon pe aur kuchh hai par dil mein aur kuchh hai donon mein ik to sach hai dil sachcha hoga to sach woh hi bolega phir kaisi yeh mach mach hai foolishq dil ki nadani hai dil ki aadat bach-kani hai fool ishq se hi darta hai yeh phir bhi foolishq karta hai yeh bhula ke bhi bhulaya to yeh jaaye na foolishq foolishq tera mera foolishq fool ishq tedha medha foolishq fool ishq tera mera achchha hi hai tedha medha