Kal Nau Baje, tum chand dekhna Main bhi dekhuga Aur yun dono ki nighaein Chand par mil gayeingi Kal Nau Baje, tum chand dekhna Main bhi dekhugi Aur yun dono ki nighaein Chand par mil gayeingi Kal Nau Baje Kaun keh sakta hai Kal mein hu kahan tum ho kahan Kaun keh sakta hai Kal mein hu kahan tum ho kahan Chand lekin yahin niklega Yahan aur wahan Chand is chehre ko aayena dikhahi dega Chahati hu mein tumhe chand gawahi dega Kal Nau Baje, tum chand dekhna Main bhi dekhugi Aur yun dono ki nighaein Chand par mil gayeingi Kal Nau Baje Tum mere saath ho tho Chain se yeh mere tan man hai Tum mere saath ho tho Chain se yeh mere tan man hai Tum mere saath ho tho Rahe sabhi roshan hai Tum na hoge tho andhera yahan chayega Tum na ghabrana ke phir Chand nikal aayega Kal Nau Baje Kal Nau Baje, tum chand dekhna Main bhi dekhugi Aur yun dono ki nighaein Chand par mil gayeingi Kal Nau Baje Kal Nau Baje, tum chand dekhna Tum chand dekhna Kal Nau baje, hey la la la Tum chand dekhna Main bhi dekhugi Aur yun dono ki nighaein Chand par mil gayeingi