Pal pal koi pagal pan kyun hota hai San san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai Hoo Pal pal koi pagal pan kyun hota hai haaan San san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai Kyun rang naye lagthe hai Kyun dhang naye lagthe hai Kyun aaise mehak jathe hai Kyun aang naye lagthe hai Koi yeh na jana Kyun hota hai dil deewana Kyun hota hai dil deewana Koi yeh na jana Haann… Kyun jagthe aankhon mein khwab aate hai Kyun mein gaoon tho yeh patar bhi gathe hai Kyun lagthe hai ujle ujle yeh din saare Kyun sham ko dil mein deepak si jal jathe hai kyun raath pigal jathi hai Kyun koi ghata chati hai Kyun dil karta hai tamanna Kyun neend nahi aati hai Koi yeh na jana Kyun hota hai dil deewana Kyun hota hai dil deewana Koi yeh na jana Haann… Kyun honto pe ek naam hamesha rehta hai Kyun sach lagtha hai sab woh jo bhi kehta hai Kyun aarmano ki barish si hoti hai Kyun sapno ka dariya sa kuch behta hai Kyun chal behak jathe hai Kyun saans lekh jathi hai Kyun jal uthe hai tan mann Kyun aaj dehak jathi hai Koi yeh na jana Kyun hota hai dil deewana Kyun hota hai dil deewana Koi yeh na jana Haann… Pal pal koi pagal pan kyun hota hai San san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai Kyun rang naye lagthe hai Kyun dhang naye lagthe hai Kyun aaise mehak jathe hai Kyun aang naye lagthe hai Koi yeh na jana Kyun hota hai dil deewana Kyun hota hai dil deewana Koi yeh na jana (Koi yeh na jana Kyun hota hai dil deewana Kyun hota hai dil deewana Koi yeh na jana) - 2