Tom: C#m E E Koi jo mila to mujhe, aisa lagta tha jaise, E B Meri saari duniya main, geetoon ki rut aur, B B Rangoon ki barkha hai, khushboo ki aandhi hai. A E Mahki hui si ab saari fizaayein hain; A E Behki hui si ab saari hawaayein hain; A Bsus4 Khoyi hui si ab saari dishaayein hain; A Bsus4 Badli hui se ab saari adaayein hain. E E Jaagi umangein hain, dhadak raha ahi dil. E A Saanson main toofaan hain, hoton pe naghme hain, A B Aakhon main sapne hain. Sapnon main beete hue E Saare woh saare lamhe hain - [Verse] E E Jab koi aaya tha, nazroon pe chhaya tha, E A Dil main samayaa tha. Kaise main bataoon tumhe, A A Kaisa use paaya tha. Pyaar se chehre pe, B A Bikhri jo zulfien to aisa lagta tha jaise, B A B Kohore ke pechhe ek oons main dhula hua phool khila hai. E E Jaise badal main ik chaand chhupa hai, E E E Aur jhaank raha hai; jaise raat ke parde main ek savera hai, A A E Raushan-raushan; aankhon main sapnon ka saagar, E B Jis mein prem sitaroon ki chaadar, jaise jhalak rahi hai. E Bsus4 Lahroon-lahroon baat karein to, jaise moti barse. E E Jaise kahin chaandi ki payal goonje; E E A Jaise kahin sheeshey main jaam gire, aur chhann se tootey. E A Jaise koi chhip ke sitaar bajaye; E A Jaise koi chaandni raat main gaye; B E Jaise koi haule se paas bulaaye. E E Kaisi meethi baatain the woh, kaisi mulakaatein thi woh, E A A Jab maine jaana tha, nazroon se kaise pighalta hai dil, aur A A Aarzoo paati hai kaise manzil, E B Aur kaise utarta hai chaand zameen par. A B E Kaise kabhi lagta hai swarg agar hai to bas hai yahin par. E E Usne bulaya mujhe, aur samjhaya mujhe - E E Hum jo mile hain, hamein aise hi milna tha; E E Gul jo khile hain, unhe aise hi khilna tha. B E Janmon ke bandhan, janmon ke rishtey hain. A E Jab bhi hum janme to, hum younhi milte hain. E A Kaanon main mere jaise shahed sa ghulne lage. E A Khwaaboon ke dar jaise aakhoon main khulne lage. A B E Khwaabon ki duniya bhi kitni haseen aur kaisi rangeen thi! A B E Khwaabon ki duniya, jo kahne ko thi, par kahin bhi nahi thi! E E Khwaab jo toote mere, aakh jo khuli meri, E E Hosh jo aaya mujhe, maine dekha maine jaana, A A A Woh jo kabhi aaya tha, nazroon pe chhaya tha, dil main samaya tha - B A A Ja bhi chuka hai aur dil mera hai ab, tanha tanha. A A E Na to koi armaan hai, na koi tamanna hai, aur na koi sapna hai. [Outro] Am E Ab jo mere din aur ab jo meri ratain hain, Am E Unmein sirf aansoon hain, unmein seif dard ki, Am E A Ranj ki batain hain, aur fariyaadein hain. Mera ab bhi koi nahi - Am E Main hoon aur khoye hue pyaar ki yaadein hain. Am E Main hoon aur khoye hue pyaar ki yaadein hain Am E Main hoon aur khoye hue pyaar ki yaadein hain