kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai (rekha-hummmm kya kaha tumne) kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai (rekha-har pal sunday samjo bas ishi baat ka rona hai subah muje jaldi uthana hai isley jaldi sona hai) (mane to socha tha meri haan mein haan millaaogi sunke meri baat meri jaan fully nahin samaogi)-2 vah ri kismat bhari jawani mein yeh sitam bhi hona hai (rekha-subah muje jaldi uthana hai isley jaldi sojaao baba) (rekha-kabhi kabhi acha lagta hai meethe-2 khawab aayen khawab tabhi aayenge pagle jab hum jadi so jayen)-2 achaha (rekha-dhire dhire pyar ke dhage mein har khawab pirona hai) are aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai