Shaan

Chain Khuli Ke Main Khuli

Shaan


Masti…masti masti masti.. hey masti oy  
Hey..masti masti masti ha ha!  

Chain khuli ke main khuli, main khuli ke chain khuli
Chain khuli ke main khuli ki chain
Dil ka panchhi kare dhamaal, pinjere mein na isko daal
Lad jaane de ladte hai jo nain  
Mauj manaaye, dhoom machaaye, masti mein kaatein din rain
Ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho yeah 

Masti…masti masti masti, masti..ba ba ba ba masti masti masti  

Chain khuli ke main khuli, main khuli ke chain khuli
Chain khuli ke main khuli ki chain
Hey dil ka panchhi kare dhamaal, pinjere mein na isko daal
Lad jaane de ladte hai jo nain
Mauj manaaye, dhoom machaaye, masti mein kaatein din rain
Ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho yeah  

Iski hai chaal sharaabi  
Uske hai gaal gulaabi  
Iske toh thhaathh nawaabi  
Waah waah waah waah  
Iski haan haan mein baat hai  
Uski na na mein baat hai
Iski toh na bhi haan hai  
Waah waah waah waah  
Haanji..ha ha ha ha haanji  
Arre pyaar jataale, gale lagaale, aajaayega tujhko chain
Ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho yeah 

Mauka hai aish kar le, is pal ko cash kar le
Bindaas jeele mar le  
Waah waah waah waah  
Biwi hai ghar mein achchi, baahar kahar ki machchi
Yaaron hai baat sachchi  
Haan haan haan haan  
Haanji..ha ha ha ha haanji  
Pappi le le, jappi paale, chaahat pe na koyi chain
Ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho yeah 

Chain khuli ke main khuli, main khuli ke chain khuli
Chain khuli ke main khuli ki chain
Dil ka panchhi kare dhamaal, pinjere mein na isko daal
Lad jaane de ladte hai jo nain
Arre mauj manaaye, dhoom machaaye, masti mein kaatein din rain
Ho ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho ho ho ho ho yeah -2  
Masti…masti masti masti, masti..ba ba ba ba masti masti masti
Masti masti