Koyi to baat ho aisi qaraar aa jaye Koyi to baat ho aisi qaraar aa jaye Khizaan to dekh chukey abb bahaar jaye Koyi to baat ho aisi qarar aa jaye Koyi to baat ho Tumhari yaad bhi aayi to kis tarah aa ayi Tumhari yaad bhi aayi to kis tarah aa ayi Nazar kay saamney jaisey ghubaar aa jaye Nazar kay saamney jaisey ghubaar aa jaye Khizaan to dekh chukey abb bahaar jaye Koyi to baat ho Woh saamney hai to dil ko sukoon hai aisey Woh saamney hai to dil ko sukoon hai aisey Tarapti mauj ko jaisey qaraar aa jaye Tarapti mauj ko jaisey qaraar aa jaye Khizaan to dekh chukay abb bahaar aa jaye Koyi to baat ho Woh terey saamney aai aaj aey dil e muztar Woh terey saamney aai aaj aey dil e muztar Kuch iss adaa sey tarap unn ko pyaar aa jaye Kuch iss adaa sey tarap unn ko pyaar aa jaye Khizaan to dekh chukey abb bahaar aa jaye Koyi to baat ho