Ab ke hum bichray to shayad kabhi kwabhon mai milain Ab ke hum bichray to shayad kabhi kwabhon mai milain Jiss tarha sookhey hoey phool Jiss tarha sookhey hoey phool kitaabon mai milain Ab ke hum bichray to shayad kabhi kwabhon mai milain Tuu khuda hai naa mera ishq farishton jaisai Tuu khuda hai naa mera ishq farishton jaisai Tuu khuda hai naa mera ishq farishton jaisai Dono insaan hai to kyun itnai hijabon mai milain Dono insaan hai to kyun itnai hijabon mai milain Jiss tarha sookhey hoey phool Jiss tarha sookhey hoey phool kitaabon mai milain Ab ke hum bichray to shayad kabhi khwabon mai milain Dhoond ujray hoey logon mai wafa kai moti Dhoond ujray hoey logon mai wafa kai moti Dhoond ujray hoey logon mai wafa kai moti Yeh khazaney tujhe mumkin hai kharabon mai milain Yeh khazaney tujhe mumkin hai kharabon mai milain Jiss tarha sookhey hoey phool Jiss tarha sookhey hoey phool kitaabon mai milain