Fikar hai teri itni hai ke bhool gayi khud ko Tere liye main jogan banke ghumu dar dar ko Aa jana tu isse pehle ho jaaun badnaam Saanson ki mala pe simroon main tera naam Apne man ki main jaanu aur tere man ki ram Saanson ki Saanson ki mala pe simroon main tera naam Saanson ki mala pe simroon main tera naam Ek hi dil hai ek hi jaan hai Dono main tujhpe vaaru Saamne baithe tu chhune se pehle Main teri nazrein utarun Tere liye kuch baatein likhi hai Tujhko sunani hai Jismein tu raja main rani bani thi Wo kahani batani hai Ab to aaja tu kab se hai ye padi Maang meri sunsaan Saanson ki mala pe simroon main tera naam Saanson ki mala pe simroon main tera naam