Mukesh

Saal Mubaarak Saaheb Ji

Mukesh


Saal mubaarak saaheb ji
lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke -
ke saal bhar isaka nasha rahega, jo aaj piye pita sada rehega
saal mubaarak saaheb ji

apane chehare se parda hataao, roshani se nigaahein milaao
chaand ki duriya tay huyi hai, ek duje ke najdik aao
saal mubaaraj paapa ji, saal mubaarak kaaka ji
lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke
ke saal bhar isaka nasha rahega
aur jo aaj hase, hase jo aaj hase hasata sada rahega
saal mubaarak saaheb ji

bhulkar apane ghum ki khaani, sab mein mil jaao ke jaise paani
o chaar din ki hai yeh jindagaani, isame bhar lo re bhar lo jawaani
saal mubaarak saaheb ji
lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke
ke saal bhar isaka nasha rahega
jo aaj mile mile jo aaj mile milata sada rahega
saal mubaarak saaheb ji

hamse waaqib hai saara jamaana, naam kya hai kisine na jaana
ham logo ke bigade banaana yaar dhandha hai apana puraana
kaam bataana saaeb ji, bhul na jaana saaheb ji
lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke
ke saal bhar isaka nasha rahega
aur jo aaj gaayega gaata sada rahega
saal mubaarak saaheb ji -
lo lo aaj piyo haske do ghunt somras ras ke
ke saal bhar isaka nasha rahega
jo aaj piye pita sada rahega