Kehta Hai Joker Saara Jamaana aadhi Haqikat Aadha Fasana chashma Utaaro Phir Yaaro Dekho duniya Nahi Hai Chehra Purana kehta Hai Joke Apne Pe Hans Kar Jag Ko Hansaya ban Ke Tamasha Mele Main Aaya mele Main Aaya hindu Na Mulsim, Poorab Na Pashchim mazhub Hai Apna, Hansna Hansaana kehta Hai Joker dhakke Pe Dhakka, Rele Pe Rela hai Bheed Itni, Par Dil Akela par Dil Akela gam Jab Sataye, Seeti Bazana par Maskhare Se Dil Mat Lagana kehta Hai Joker chasma Utaro kehta Hai Joker