Mohit Chauhan

Taare Ginn (feat. Shreya Ghoshal)

Mohit Chauhan


Jabse hua hai ye achha sa lagta hai
Dil ho gaya phir se baccha sa lagta hai
Ishq ragon mein jo behta rahe jaake
Kaano mein chup ke se kehta rahe

Taare ginn, taare ginn
Soye bin, saare ginn
Ek haseen mazaa hai yeh
Mazaa hai ya sazaa hai yeh

Jabse hua hai ye achha sa lagta hai
Dil ho gaya phir se baccha sa lagta hai
Ishq ragon mein jo behta rahe jaake
Kano mein chup ke se kehta rahe

Taare ginn, taare ginn
Soye bin, saare ginn
Ek haseen mazaa hai yeh
Mazaa hai ya saaza hai yeh

Roko ise jitna mehsoos ho yeh utna
Dard zaraa sa hai
Thoda dawa sa hai
Isme hai jo taira
Wohi toh dooba hai
Dhokha zara sa hai
Thoda wafa sa hai
Ye waada hai ya iraada hai
Kabhi ye zyada hai
Kabhi yeh aadha hai

Taare ginn, taare ginn
Soye bin, saare ginn
Ik haseen maza hai yeh
Maza hai ya saza hai yeh

Consentimento de cookies

Este site usa cookies ou tecnologias semelhantes para aprimorar sua experiência de navegação e fornecer recomendações personalizadas. Ao continuar a usar nosso site, você concorda com nossos Políticas de Privacidade