Apna hai tu begaana nahin Maine tujhe pahchaana nahin Apna hai tu begaana nahin Maine tujhe pahchaana nahin Ye sach hai afsaana nahin Maine tujhe pahchaana nahin Aankhe na jaanen kinka nasha hai Rang lahu ka lahu pahchaanta hai Rang lahu ka lahu pahchaanta hai Ye parda uth jaaye Shaayad yaad aa jaaye Ruk jaa zaraa abhi jaana nahin Maine tujhe pahchaana nahin Maine tujhe pahchaana nahin Jab dekhoon tujhko lagta hai aise Tu mere dil ka koyi tukda hai jaise Tu mere dil ka koyi tukda hai jaise Baaten hain begaani nazren hain anjaani Chehra magar anjaana nahin Maine tujhe pahchaana nahin Maine tujhe pahchaana nahin