Lucky Ali

Jaane Kya Dhoondtha Hai

Lucky Ali


Tom: Dm

 F                      Bb
Jaane kya dhoondta hai, yeh mera dil
 F                    C
Tujhko kya chaahiye zindagi
 F                      Bb
Jaane kya dhoondta hai, yeh mera dil
 F                    C
Tujhko kya chaahiye zindagi
 Bb   F  Bb    F     Bb          C  


Raaste hi raaste hain, kaisa hai yeh safar
 Bb      F   Bb   F    
Dhoondti hain jisko nazrein
 Bb           C  
Jaane hai woh kidhar

[Chorus]
 F                      Bb
Jaane kya dhoondta hai, yeh mera dil
 F                    C
Tujhko kya chaahiye zindagi
 F                      Bb
Jaane kya dhoondta hai, yeh mera dil
 F                    C
Tujhko kya chaahiye zindagi

[Verse 1]
 Dm             Bb
Bechehra sa koi sapna hai woh
 Dm                      C
Kahin nahin hai phir bhi apna hai woh
 Dm             Bb
Aise mere andar shaamil hai woh
 Dm                     C
Main hoon behta dariya, saahil hai woh
 Am                Dm
Hai kahan woh, woh kidhar hai
  A          Bb
Raaste kuch to bata
 Am           Dm
Kaun sa uska nagar hai
 A            Bb
Rehguzar kuch to bata
 F            Bb
Dhoondti hain jisko nazrein
 Bb           C  
Jaane hai woh kidhar

[Chorus]
 F                      Bb
Jaane kya dhoondta hai, yeh mera dil
 F                    C
Tujhko kya chaahiye zindagi
 F                      Bb
Jaane kya dhoondta hai, yeh mera dil
 F                    C
Tujhko kya chaahiye zindagi

[Verse 2]
 Dm                  Bb
Soona sa hai mandir, moorat nahin
 Dm               C
Khaali hai aaina, soorat nahin
 Dm             Bb
Jeene ka jeevan mein kaaran to ho
 Dm                     C
Maheke kaise kaliyaan, gulshan to ho
 Am           Dm
Shamma hai jo mujh mein roshan
 A            Bb
Woh viraasat kisko doon
 Am           Dm
Door tak koi nahin hai
 A            Bb
Apni chaahat kisko doon
 F            Bb            Bb           C  
Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai woh kidhar
 F                      Bb

[Chorus]
Jaane kya dhoondta hai, yeh mera dil
 F                    C
Tujhko kya chaahiye zindagi
 F                      Bb
Jaane kya dhoondta hai, yeh mera dil
 F                    C
Tujhko kya chaahiye zindagi