Rafi Jeet hi lenge baazi hum tum, khel adhura chhute na Pyaar ka bandhan, janam ka bandhan, janam ka bandhan toote na Milta hai jahan dharti se gagan, aao wahi hum jaaye Tu mere liye, main tere liye - 2 Is duniya ko thhukraayein - 2 Door basaa le dil ki jannat - 2 Jis ko zamaana loote na Pyaar ka bandhan, janam ka bandhan, janam ka bandhan toote na Lata aa aa...pyaar ka bandhan toote na Rafi Milne ki khushi na milne ka ghum, Lata khatm ye jhagde ho jaaye Tu tu na rahe, main main na rahu - 2 Ik duje main kho jaaye - 2 Main bhi na chhodu pal bhar daaman - 2 Tu bhi pal bhar ruthe na Pyaar ka bandhan, janam ka bandhan, janam ka bandhan toote na