tha inezaar jiska woh raat aa gayi hain - 2 dulha miya kaha hain baraat aa gayi hain ulajhe hue hai saahib uljhan ko dhundhate hain mehfil mein doston ki dushman ko dhundhate hain nashe ka jhonka hai woh nazar ka dhokha hai woh - 2 huzoor (aayega woh jarooor ) aayega woh magar woh ??? na aansu ka ho yaha kisi pe kya hai yakeen kahi woh main toh nahi - 2 kutch aitbaar nahi kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2 kisi pe kya hai yakeen kahi woh main toh nahi - 2 kutch aitbaar nahi kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2 nazar udaas hain kyun labon pe pyas hain kyun - 2 uthaaon jaam piyo usi ke naam piyo gujarne do yeh ghadi badi hain raat padi - 2 ke thodi der mein woh kahega aake suno tumhe karaar nahi kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2 yeh ameer aur gareeb jara se aaye kareeb - 2 toh koi baat bane meri baraat bane yahi toh soch ke ha main aa gaya hu yahaan - 2 yeh meri bhool sahi galat asool sahi main sharmasaar nahi kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2 mera jo haal hai ab kiya hai tumne yeh sab - 2 tumhara kaam hai yeh ke intekaam hai yeh diya hai tumne mujhe wahi main dungi tujhe - 2 yahi hai ??? mera khiza hai naam mera ke main bahaar nahi kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2 kisi pe kya hai yakeen kahi woh main toh nahi kutch aitbaar nahi kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2