kar de zara ishaara tere naam ka sahaara - 2 chhai hui siyaahi bhataka huaa hai raahi sar par khadi tabaahi - 2 teri raza se chamake,dooba huaa sitaara tere naam ka sahaaraa anjaam zindagi ka dil ko dara raha hai toofaan aa raha hai - 2 tu hi use bacha le, duniya ne jis ko maara tere naam ka sahaara kar de zara ishaara tere naam ka sahaara