Lata Mangeshkar

Lehron Se Pooch Lo

Lata Mangeshkar


lataa: (laharon se pooch lo)-2
(ya kinaaron se pooch lo)-2
(phir bhi yakeen na ho to)-2
sitaaron se pooch lo
(laharon se pooch lo)-2

kishor: ulfat ki umangon ka chhota sa qaafila
chhota sa qaafila
dhadakan ki raah chalake, is dil se ja mila
is dil se ja mila
lataa: (phoolon ki javaani ke ubhaaron se pooch lo)-2
(sharamaaye agar phool to)-2
haaron se pooch lo
laharon se pooch lo ...

kishor: hasarat hamaari ek hai, armaaan ek hain
aji aramaan ek hain
yoon ham juda juda hain magar jaan ek hai
magar jaan ek hai
lataa: (gulshan ki bahaaron se, nazaaron se pooch lo)-2
(jhukati hui nazar ke)-2
ishaaron se pooch lo
laharon se pooch lo ...