dil ki shikaayat,nazar ke shikawe,ek zubaan aur laakh bayaan chhupa sakon,na dikha sakon, mere dil ke dard bhi hue jawaan chaand hansa,taare chamke aur mast hawaa jab uthalaaee chhup ti phiri naa jaane kyun main, jaane kyun main sharamaaee tere siwaa hai koun, jo samajhe kyaa guzari mujh par yahaan chhupaa sakon sapano mein bhi hum mil naa sake, neend bhi tere saath gayi saawan aag lagaa ke chal diyaa,ro ro ke barsaat gayi main apani takdeer pe roi,mujh pe hansaa bedard jahaan chhupaa sakon thode likhe ko bahut samajh lo, naye nahin ye afasaane dil majboor,bhar aataa hai,chhalak uthe hai paimaane khat mein jahaan aansoo tapakaa hai, likhaa hai maine "pyaar" wahaan chhupaa sakon