Hmm hm hm hmm hmm hmm Haan, kya kahaa? Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahin paaon main uska naam Haaye raam, haaye ram Kuchh likhaa? Haan Kyaa likhaa? Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahin paaon main uska naam Haaye raam, haaye raam Achchhaa, aage kyaa likhoon? Aage? Socha hai ek din main use milke Keh daalon apne sab haal din ke Aur kardoon jeevan uske hawale Phir chhod de chaahe apna bana le Main to uska re hua deewana Ab to jaisa bhi mera ho anjaam Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahin paaon main uska naam Haaye raam, haaye raam Likh liyaa? Haan Zaraa padhake to sunaao na Chaaha hai tumne jis baawri ko Woh bhi sajanwa chaahe tumhi ko Naina uthaae to pyaar samjho Palken jhukaa de to ikraar samjho Rakhti hai kabse chupa chupa ke Kyaa? Apne hoton mein piya tera naam Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahin paaon main uska naam Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahin paaon main uska naam Haaye raam, haaye raam