Lata Mangeshkar

Chanda Se Hoga Vo Pyaara

Lata Mangeshkar


chanda se hoga vo pyaaraa
phuulon se hoga vo nyaara
naachega aangan mein chham-chham
nanhaa-sa munna hamaara
[donon]
(chanda se hoga vo pyaaraa
phuulon se hoga vo nyaara
mm hm hm hm hm hm hm hm
mm hm hm hm hm hm hm hm)
(naachega aangan mein chham chham
nanhaa sa munna hamaara
mm hm hm hm hm hm hm hm
mm hm hm hm hm hm hm hm)

aa aa aa aa aa aa
aa haa aa haa aa haa
khilati ho jaise kali si
hogi zabaan totali si
khilati ho jaise kali si
hogi zabaan totali si
(tutalaate hue
paapaa, o maamaa, o babaa
pakalenge ham chaand taala
(chanda se hoga vo pyaaraa
phuulon se hoga vo nyaara
mm hm hm hm hm hm hm hm
mm hm hm hm hm hm hm hm)
(naachega aangan mein chham-chham
nanhaa sa munna hamaara
mm hm hm hm hm hm hm hm
mm hm hm hm hm hm hm hm)

(ab tak chhupa hai vo aise
sipi mein moti ho jaise) - 2
pariyon ki nagari se chalakar
aata hi hoga dulaara

chanda se hoga vo pyaaraa
phuulon se hoga vo nyaara
naachega aangan mein chham-chham
nanha sa munna hamaara
mm hm hm hm hm