kyon aaj kal neend kam khwab zaada hai lagta khuda ka koi neek iraada hai kal tha fakeer aaj dil shezada hai lagta khuda ka koi neek iraada hai kya mujhe pyaar hai ya kaisa khumar hai ya kya mujhe pyaar hai ya kaisa khumar hai ya pathar ke in raston pe phoolon ke ek chaadar hai jabse mile ho humko badla har ek manzar hai dekho jahaan main neele neele asmaan thale rang naye naye hai jaise ghulte huwe sohye se khwab mere jaage tere waaste tere khayalon se hai bheege mere raaste kya mujhe pyaar hai ya kaisa khumar hai ya kya mujhe pyaar hai ya kaisa khumar hai ya tum kyon chale aate ho har raaz hain in khwaabon main chupke se aa bhi jaao ek din meri bahoon main tere he saapnein andheron mein ujaalon mein koi naasha hain tere aankhon ke pyalo mein tu mere khwabon mein jawabon mein sawaalon mein har din churaa tumhe mein laaton hoon kyaalon mein kya mujhe pyaar hai ya kaisa khumar hai ya kya mujhe pyaar hai ya kaisa khumar hai ya