Kavita Krishnamurthy

Hamdam Pyaara Pyaara

Kavita Krishnamurthy


hamdam pyara-pyara hai ye mausam 
mausam aao is ka maza le ham 
gussa na ho tu to tujh se main kuch bolu yaar 
kar le ham se thoda pyaar 

na kar zara bhi inkaar 
bas baat yahi soojhe tujhe 
tu to thodi paagal lage mujhe 
mere raja tu raja teri raani hoon main 
tu sayaana maana par teri deewani hoon main 
pyaar se tu dekh teri dilbar jaani hoon main 
na main raaja na hi tu hai koi raani chhod ye kahani 
sapanon mein kaheen dhal hi na jaaye teri ye jawaani 

dekho-dekho jawaani ke pal do pal 
socho-socho rahenge na pal ye kal 
baanhon mein baanhen daale pyaar ke raste chal 
tere-mere raste kabhi bhi na milen hai yahi dua 
sang tere mujhe kabhi bhi na jaana chhod