Kehni thi jo baatein Reh gayi wo ankahi Dhoondhne tumko nikle Kho gaye hain hum kahi Kuch ho raha hai sanam Dil ro raha hai sanam Badh chale tum akele Reh gaye hain hum wahin Lagte ho, lagte ho Ab gair se lagte ho Itne aajkal jo humse Faasle rakhte ho Ho sajte ho, sajte ho Kinke liye sajte ho Humse mann chura kar Kinka mann rajte ho Sajte ho, sajte ho Kinke liye sajte ho Humse mann chura kar Kinka mann rajte ho Kitta ki main gunaah oh befikre Dass aiddan mainu kyon tadpaune Jihnu hass khed khush ve tu rakhde Oh ki jaane tu baad ch ravaune Thagte ho, thagte ho Kya unhein bhi thagte ho Jinke saath mein aajkal Raatein jagte ho Ho sajte ho, sajte ho Kinke liye sajte ho Humse mann chura kar Kinka mann rajte ho Sajte ho, sajte ho Kinke liye sajte ho Humse mann chura kar Kinka mann rajte ho Ghont kar pyaar ka gala Jo maarne lag gaye Raatein kahin aur tum Guzaarne lag gaye Cheen kar mera haq Samay haqdaar jinhe bana diya Tum jeet ke karke daga Hum haarne lag gaye Ladte ho, ladte ho Kinke liye ladte ho Bolne se sach humein Itna kyon darte ho Ho sajte ho, sajte ho Kinke liye sajte ho Humse mann chura kar Kinka mann rajte ho.. Aisi chithi mujhe bhi aa chuki hai Jo mere saath hua wo main tumhare saath Nahi hone doonga!