Kaavish

Baat Unkahi

Kaavish


Tom: Bb

Bb Eb Bb Eb


[Verse 1]
Bb
Tujh se shuru Tujh pe khatam
Bb               Eb
Meri zindagi ki daastan ho
Bb
Rooth gayi Tu mujh se
Bb               Eb
Aagayi he doori darmiyaan ho

Bb        F
Jo kuch mera hai
Eb
Tere liye he
Bb          F    Eb
Jaoon mein tere bin kaha

Bb        F       Eb
Le chal mujhe tu Aisi jagah pae
Bb        F       Eb
Pyar he tera ho jahaan


[Verse 2]
Bb
Tere pyar main, Intezaar main
Bb                      Eb
Khud ko fana mein, kar gayi
Bb
Chahatein meri tujhse hi theen
Bb                Eb
Par ab wo baatein na raheen
    Bb         F       Eb
Hoo ja ja kaa ayi waapas yaheen pe
Bb      F             Eb
Reh na saki mein bin tere
Bb              F         Eb
Khushiyan bhi roothein sapneim bhi tootay
Bb       F       Eb
Saath rahana tu mere



[Verse 3]
Bb
Dil se yeh poochey koi Guzri hai kya
Bb                    Eb
Bhujdey diye se koi poochey zara
Bb                       Eb
Chaahat ke dariya mein maujein hazaar
Bb
Hum toh ussi mein doobe
Eb
Nikle na paar
Bb       G
raste yahmaan rukk gayeF
Cm        Dm     Eb
Hum bhi yahein thum gaye

Bb
Kitne gaye mausam naye
Bb             Eb
Chup ke kahein kho gaye
Bb
Kaali kaali raat, din se kahe
Bb              Eb
Taare sabhi so gaye



[Verse 3]
Bb                      Eb       Bb
Din bhar teri socho me rehna mera
Bb                          Eb      Bb
Har pal meri aankhon mein chehra tera
Bb                        Eb
Sukh dukh ke lamhon mein tera aasra
Bb                          Eb
Maanga tha jab bhi tujhse saath mila

Bb        Gm         F
Bhool na paaon bhi kabhi
Cm             Dm      Eb
Reh gayin jo baatein unkahi
     Bb           F      Eb
Ohh phir bhi hai tu hi kehna yahi he
Bb          F     Eb
Mit ke bhi mitt na saki
Bb         F         Eb
Dil mein jali jo aag andhiki si
Bb           F       Eb
Marr ke bhi bujh na saki