na chain se jeene degi na chain se marne degi na chain se jeene degi na chain se marne degi haan chalo le chalein tumhein taaron ke shehar mein dharti pe yeh duniya humein pyar na karne degi chalo le chalein tumhein taaron ke shehar mein dharti pe yeh duniya humein pyar na karne degi jo tum na meri baahon mein main to so nahi sakta khuda ne tujhko diya mujhe tujhe main kho nahi sakta main marr jaunga agar kabhi kehna pad gaya yeh sanam main tera hi hoon magar tera ho nahi sakta humein maar hi na daale buri nazar yeh logon ki yeh hath chhudayenge na hath pakadne degi haan chalo le chalein tumhein taaron ke shehar mein dharti pe yeh duniya humein pyar na karne degi chalo le chalein tumhein taaron ke shehar mein dharti pe yeh duniya humein pyar na karne degi log humse jalte hain jalte hain iss baat pe kyun itne zyaada khoobsurat lagte hain hum sath mein log humse jalte hain jalte hain iss baat pe kyun itne zyaada khoobsurat lagte hain hum sath mein jo bhi ishq mein hote hain hote hain deewane se khushi nahi dekhi jaati mohabbat ki zamaane se mujhe pata hai oh janam chahe kuchh bhi ho jaaye tu khud mar jaayegi jaani na marne degi haan chalo le chalein tumhein taaron ke shehar mein dharti pe yeh duniya humein pyar na karne degi