jo humnawa thhe ab wo khafa hai kal humsafar thhe ab hai juda kyun aasuon se likhne lagi hai ab zindgaani yeh daastan pehle the hasse jitna ab utna bura lagta hai sab toh kho gaya mujhse ab kiske liye rukna hai phir chala, phir chala unn raahon se dil chala phir chala, phir chala unn raahon se dil chala paane ki chaahat mein kho gaya khwaabon ke haathon se dil gir gaya tooti jo neendein dikha hi nahi jaane kaha wo mushafir gaya nikle thhe sahi karne hum phir bhi galat hi hua hai anjaane mein jaane kaise humse gunaah ho gaya hai phir chala, phir chala unn raahon se dil chala phir chala, phir chala unn raahon se dil chala taqdeeron ki iss ladayi mein baithe hai rishte yeh haare huye bechaare dil ko toh puchho koyi iski khushi isko kya chahiye rehti thi jahaan raunak ab ghar wo soona pada hai wo jo khwaab dekha tha sau tukdo mein toota pada hai