barson ho gaye bichhde ab saath nahi ho tum phir aisa kyun lagta hai jahaan main hoon wahin ho tum kya karoon main apni ungliyon ka kisi ki bhi tasveer banaaun tumhari ban jaati hai ye sirf mera pagalpan hai ya tum bhi mere liye pagal thi kal raaste mein gham mil gaya tha lag ke gale main ro diya jo sirf mera tha sirf mera maine use kyun kho diya haan woh aankhein jinhe main choomta tha bewajah pyaar mere liye kyun un mein baaqi na raha ho humnava mere tu hai to meri saansein chale bata de kaise main jiyunga tere bina ho humnava mere tu hai to meri saansein chale bata de kaise main jiyunga tere bina har waqt dil ko jo sataaye aisi kami hai tu main bhi na jaanu ye ki itna kyun laazmi hai tu neendein jaake na lauti kitni raatein dhal gayi itne taare gine ki ungliyaan bhi jal gayi ho humnava mere tu hai to meri saansein chale bata de kaise main jiyunga tere bina ho humnava mere tu hai to meri saansein chale bata de kaise main jiyunga tere bina tu aakhri aansu o yaara hai aakhri tu gham dil ab kahaan hai jo dobara de dein kisi ko hum apni shaamon mein hissa phir kisi ko na diya ishq tere bina bhi maine tujhse hi kiya humnava mere tu hai to meri saansein chale bata de kaise main jiyunga mere bina ho faasle na de ki main hu aasre tere bata de kaise main jiyunga tere bina aazma raha mujhe kyun aa bhi ja kahin se ab tu kaise main jiyunga tere bina seene mein jo dhadkane hain tere naam pe chale hain kaise main jiyunga tere bina jawaab mill gaya mujhe main tumhari zindagi mein kahin nahi tha phir bhi main hi tumhari zindagi tha sirf main hi tumhaare liye pagal nahi tha tum bhi humnava mere tu hai to meri saansein chale bata de kaise main jiyunga tere bina