hai pyaar kya mil jaaye toh aasmaan hai pyaar kya mil jaaye toh dastaan manzil kahoon tujhko main ya hasraton ka jaise karwaan hai pyaar kya mil jaaye toh aasmaan hai pyaar kya mil jaaye toh dastaan mausam kahoon tujhko main ya khilti hui shaam ki badliyaan hain pyaar kya kisko pata hain pyaar kya tu hi bata subah kahoon tujhko main ya sargam mein yun lipta dhuaan seene mein jaan baaki hai iss pyaar ki pehchaan baaki hai kaise rukoon aye dil bata ek qatra armaan baaki hai hai pyaar kya mujhko jo hogaya hai pyaar kya kya yeh tujhko bhi hua