tujhko yaad hai bata bhuli bisri woh jagah usme lipti woh subah us ek angan ko bana tu zameen aur aasman phirta kyun hai yun tanha doori jo darmiyaan hai tujh mein aur aashiyaan mein kar de kam fasle tu o dastak tu de yahan pe sunte hai dar wahan pe kar de kam fasle zara tu chhod zid ko fakeera ghar aaja fakeera ghar aaja fakeera ghar aaja ajnabi seheron ki tu kyun bahon mein soye yun ginta sitaare majhdhaar ki hai aadat paas mein hi the hamesha kinare tune dil pe tha likha tere ghar ka pata sidhe aksharon mein yun kyu akela is tarah bandh moh ki doriyan udta dil ka patanga doori jo darmiyaan hai tujh mein aur aashiyaan mein kar de kam fasle tu oo dastak tu de yaha pe sunte hai dar wahan pe kar de kam fasle zara tu chhod zid ko fakeera ghar aaja fakeera ghar aaja fakeera ghar aaja fakeera ghar aaja