Ek puraana mousam louta (2) Yaad bhari purvayi bhi Ek puraana mausam lauta, yaad bhari purvayi bhi Aisa to kam hi hota hai, woh bhi ho tanhayi bhi Ek puraana mausam lauta, yaad bhari purvayi bhi Yaadon ki bochharon se jab palkein bheegne lagti hai (2) Kithni soundhi lagti hai tab (2), Maazi ki rushvayi bhi Ek puraana mausam lauta, yaad bhari purvayi bhi Do do shaklein dikhti hai is behke se aaeene mein (2) Mere saath chala aaya hai(2) Aapka ek soudayi bhi Aisa tho kam hi hotha hay wo bhi ho thanhayi Dhi Khamoshi ka hasil bhi ik lambi si khamoshi Hay (2) Unki bath suni bhi hum ne(2) apni bath Sunayi bhi Aisa tho kam hi hotha hay wo bhi ho Thanhayi dhi (ek)