bye god teri sewa karenge, (o meri! billo rani) bye god badi hit rahegi, (teri meri prem kahani) bye god mere liye tu aaja (aaja re aaja re aaja re aaja) bye god dil tod ke na ja (na ja re na ja re na ja re na ja) aise kaise de doon dil tujh-ko yaar badha mehenga padhega yeh mera pyaar ja re ja ja. aaja aaja., aaja aaja, piya ke bazaar mein aaja aaja., ho aaja aaja, piya ke bazaar mein aaja aaja. kyun afsaane naye roz tu izaad kare kyun chain-o-sukoon tera yahaan barbaad kare mera chain hai tu, sukoon bhi tu shaam hote hi ye dil teri gali aa chale aise kaise de doon dil tujh-ko yaar badha mehenga padhega ye mera pyaar ja re ja ja. aaja aaja., aaja aaja piya ke bazaar mein aaja aaja., ho aaja aaja piya ke bazaar mein aaja aaja. scooty se nahi toh car se aa ja, saat samundar paar se aa ja dil ye pukaare tu pyaar se aaja, aaja re aaja re aa tu meri ada ko kar nazar andaaz nahi pyaar mera hai tez dhaar koi raaz nahi tera humraaz hum, bane devdas hum pyaar karta hai tujhe dil yeh dagabaaz nahi aise kaise de doon dil tujhko yaar bada mehanga padega yeh mera pyaar ja re ja ja… aaja aaja… aaja aaja piya ke bazaar mein aaja aaja... ho aaja aaja piya ke bazaar mein aaja aaja… by god teri seva karenge ho meri bullo rani by god badi hit rahegi teri meri prem kahaani by god mere liye tu aaja aaja re, aaja re, aaja re aaja by god dil tod ke na ja na ja re, na ja re, na ja re, na ja