Ankh khuli jab se hai ye jana Khwaab hai dunya dil hai thikana So jata hai jab ye zamana Jagta hoon likhta hoon fasana Tujh ko dhoondne ki talash mein hal e dil ka ye hogya Jitni khwahishein jitni arziyan sabko dil se meine kho diya Log jo samajhte mujhe thay vo har libhas meine kho diya Meh ki aag mein kaid dil raha dekh pinjara khul gaya (khul gaya) Doobne de mujhay ishq mein Doobne de mujhay ishq mein Ishq mein teri yoon fana hoa khoj mein teri jal gya Dar badar phira darvazon pe raasta tera mil gaya Ghamzada na ho alvida pe yoon khwaab hai haqiqat nahi Har ghari hai nazdeeq mot ke kia liya kia tunay kho diya Masjidon mein tu na mila mujhay aafaton mein tu mil gya Har jaga teri mosiki hai tere rang mein dhal gya Chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein Tujko khush nahi rakh sakon ga mein doobnе ne de mujhay ishq mein (ishq mеin) Doobne de mujhay ishq mein Doobne de mujhay ishq mein Om tum ta nananana tananana re Om tum ta nananana Om tum ta nananana tananana re Om tum ta nananana (Om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana tananana re) Om tum ta nananana tananana re (Om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana tananana re) Om tum ta nananana (Om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana tananana re) Om tum ta nananana tananana re (Om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana tananana re) Om tum ta nananana (Chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein Tujko khush nahi rakh sakoon ga mein) Doobne de mujhay ishq mein (Chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein Tujko khush nahi rakh sakoon ga mein) Doobne de mujhay ishq mein (Chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein Tujko khush nahi rakh sakoon ga mein) (Om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana) Doobne de mujhay ishq mein (Chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein Tujko khush nahi rakh sakoon ga mein) (Om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana) Doobne de mujhay ishq mein