jadoo tera mera yeh jadoo tera mera yeh jaaneman, jaaneman, jaaneman naino ne tere jaanu na kaise yeh jadu sa kiya hai dil pe toh mere teri aagosh mein chahun na hosh main kehta jo tu mujhe aankh moondein woh karu ke jee chahe yeh mera sabko doon bata saare hi jahaan ko main khud se dikha doon jadoo tera mera yeh jadoo jadoo tera mera yeh jadoo tu jo mere sang na ho toh bhi mere sang rehte tum ho chahe main kisi se bhi milu bas teri hi toh baatein ho qabu mujhe tu kare hoon tere sammohan mein jee chahe yeh mera sabko doon bata saare hi jahaan ko main khud se dikha doon jadoo tera mera yeh jadoo jadoo tera mera yeh jadoo khwaabon ka jo mera aaina hai tu hi hai aur koi naa hai qabu mai tere hi main toh hoon tere aankhon ki ho salaakhein qaid kar le unme aake wahin pe mein raha karu jadoo tera mera yeh jadoo jadoo tera mera yeh jadoo jadoo tera mera yeh jadoo jadoo tera mera yeh jadoo