tu hi ehsason mein tuhi jazbaton mein tu hi lamhaton mein tu hi din raaton mein bakhuda tumhi ho, har jagah tumhi ho haan mein dekhun jahan jub us jagah tumhi ho yeh jahan tumhi ho, woh jahan tumhi ho is zameen se falak ke darmiyan, tumhi ho tumhi ho beshumar, tumhi ho tumhi ho, mujh mein haan, tumhi ho tumhi ho ho kaise batayein tumhein, aur kis tarah yeh kitna tumhein hum chahte hain saaya bhi tera dikhe, to paas jaake usmein simat hum jaatay hain raasta tumhi ho, rehnuma tumhi ho jiski khwahish hai humko, woh panah tumhi ho tumhi ho, beshumaar, tumhi ho tumhi ho mujh mein haan, tumhi ho tum hi ehsason mein tum hi jazbaton mein tum hi lamhaton mein tum hi din raaton mein kaise batayein tumhein, shub mein tumhare khwab haseen jo aatay hain kaise batayein tumhein, lamz woh saare jism ko jo mehkate hain ifteda tumhi ho, inteha tumhi ho tum ho jine ka maksad aur wajah tumhi ho bakhuda tumhi ho, har jagah tumhi ho haan mein dekhua jahan jab, us jagah tumhi ho yeh jahan tumhi ho, woh jahan tumhi ho iss zameen se falak ke, darmiyan tumhi ho tumhi ho, beshumar, tumhi ho tumhi ho, mujh mein haan, tumhi ho tumhi ho ho